MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum oh sanam hum dono saath rahein janam janam oh sanam hum dono saath rahein janam janam gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum phoolon jaisa chehra daali jaisa tan hai teri hi amanat har dadkan hai phoolon jaisa chehra daali jaisa tan hai teri hi amanat har dadkan hai arre aa bhi ja bahon mein pyaar ka ho sangam oh sanam hum dono saath rahein janam janam gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum jaadu bhari aankhein khaabon ke khazane mehki mehki saansein gaati hain tarane jaadu bhari aankhein khaabon ke khazane mehki mehki saansein gaati hain tarane arre aa bhi ja bahon mein pyaar ka ho sangam oh sanam hum dono saath rahein janam janam gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum jaage jaage armaan bheega bheega mausam dilon ki ye halchal boondon ki ye chham chham jaage jaage armaan bheega
garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan aayo re laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan aayo re saawan aayo saawan aayo re garjat barsat saawan rim jhim rim jhim megha barse rim jhim rim jhim megha barse barse haan rim jhim rim jhim megha barse sar pe giyarvaa neel samaan par gayi pee ki laal chunariyaa piyaa nahin aaye garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan pal pal chheen chheen pawan jhakore pal pal chheen chheen pawan jhakore pal pal chheen chheen pawan jhakore laage tann par teer samaan teer samaan aaaaaaaaaaaaa sakhi laage tann par teer samaan nainan jale to bheegi sajariyaa agan lagaaye garjat barsat saawan aayo re laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye garjat barsat saawan aayo laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye re haaye
gori sasuraal chali doli saj gayi shagnon waali gori sasuraal chali ho o o bindiyaa cham cham chamke paayal chham chham chhanke chuda chamak dikhaye gajraa mehak lutaaye phadke ang badan ke jodaa laal pehan ke doli saj gayi shagnon waali ho o o aaye ghadi milan ki kaliyaan khil gayi mann ki gori raaj karegi sukh se god bharegi sakhiyan dewen badhayi baaj rahi shehnayee doli saj gayi shagnon waali ho o o jaadoo daar ke sabka mann mohegi sabka nanad balaayen legi saas duvayen degi chhu kar paanw sasur ke bhaag jagaayegi ghar ke doli saj gayi shagnon waali
gusse mein jo nikhraa hai uss husn kaa kya kehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna iss husn ke shole ki tasveer bana len hum tasveer bana len hum inn garm nighaahon ko seene se laga len hum seene se laga len hum pal bhar isi aalam mein pal bhar isi aalam mein aye jaane adaa rehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna ye dehka hua chehra ye bikhri huyi zulfen ye bikhri huyi zulfen ye badhti huyi dhadkan ye chadti huyi saansen ye chadti huyi saansen samaan e kazaa ho tum samaan e kazaa ho tum samaan e kazaa rehnaa kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna pehle bhi hansi thi tum lekin ye haqeeqat hai lekin ye haqeeqat hai wo husn musibat tha ye husn qayamat hai ye husn qayamat hai auron se to badh kar ho auron se to badh kar ho khud se bhi siwaa rehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna
ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin sharmaun laakh bal khaaun ke jaise par bina main udti jaaun ke dil mera bas mein nahin ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin sharmaun laakh bal khaaun ke jaise par bina main udti jaaun ke dil mera bas mein nahin ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin jiske liye zindagi phool chunti thi jiske liye main sada khawab bunti thi raaton ko main dhadkane jiski sunti thi aaya wo muraadein liye jaadu bhari yaadein liye naachu machal kar gaaun ke dil mera bas mein nahin ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin moti bharun aaj main apne baalon mein taaron ke lau jaag uthe narm gaalon mein aaya hai din aaj ka kitne saalon mein sochun to lehak uthun phoolon si mehak uthun naachu main chalkar gaaun ke dil mera bas mein nahin ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin sharamaun laakh bal khaaun ke jaise
hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum moond ke palkon ko iss dil ko saza dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum moond ke palkon ko iss dil ko saza dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to in zulfon mein goondegein hum phool mohabbat ke zulfon ko jhatak kar hum ye phool gira dein to in zulfon mein goondegein hum phool mohabbat ke zulfon ko jhatak kar hum ye phool gira dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to aha ha ha ha ha ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ha ha ha ha ha ha ha hmmmmmmmm hum aapko khwaabon mein la la ke sataayenge hum aapki aankhon se neendein hi udda dein to hum aapko khwaabon mein la la ke sataayenge hum aapki aankhon se neendein hi udda dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum aap ke kadmon par gir jaayenge gash kha kar iss par bhi na hum apne aanchal ki hawa dein to hum aap ke kadmon par gir jaayenge gash kha kar iss par bhi na hum apne aanchal ki hawa dein to hum
hum aur tum tum aur hum khush hain yun aaj mil ke hum aur tum tum aur hum khush hain yun aaj mil ke jaise kisi sangam par mil jaayen do nadiyaan tanahaa behte behte hum aur tum tum aur hum khush hain yun aaj mil ke jaise kisi sangam par mil jaayen do nadiyaan tanahaa behte behte hum aur tum tum aur hum hum aur tum tum aur hum ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho hummm hey hmmmm hey mud ke kyun dekhe peechhe chaahe kuchh bhi ho chalate hi jaayein nayi manzilon ko rasten aasaan hai nahin aaj hum do too meri baahon mein main teri baahon mein laharayen raahon mein chal jhoomte hum aur tum hum aur tum tum aur hum tum aur hum khush hain yun aaj mil ke jaise kisi sangam par mil jaayen do nadiyaan tanahaa behte behte hum aur tum hum aur tum tum aur hum tum aur hum zulfon ko khilne do saanson ko ghulne do dil se dil milne do diwaane ho jaaye kohre mein kho jaayen mil ke yun so jaayen jaise kisi parabat par mil jaayen do baadal tanahaa udate udate hum aur tum hum aur tum tum aur
hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayamat tak khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge ye intezaar bhi ik imtihaan hota hai issi se ishq ka shola jawaan hota hai ye intezaar salaamat ho haaye ye intezaar salaamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge bichhaye shauk se sajde wafaa ki raahon mein khade hain deed ki hasrat liye nighaahon mein qubool e dil ki ibaadat ho haaye qubool e dil ki ibaadat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare khuda humari muhabbat ko kaamyaab kare jawaan sitaara e kismat ho jawaan sitaara e kismat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge
hooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa hooo hoo hooo hoo hooo hooo hoo hoo khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi lehraake apne aap jawaan zulf khul gayi hum apni dil pasand panaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaa haaa aaaa haaa haaa o hooo hooo hmm hmm hmmm lara laaaa aaaa haaa haaa hmm hmm hmmm lala la laaaa keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne iqraar kar liya hai bahaaron ke saamne donon jahaan aaj gawaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa
hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe sirf jazbaat hai jazbaaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu inn pareshan sawaalat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal be taalukh si mulaaqat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh aise nadaan khayalaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena
husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko mere deewaane ko itnaa na sataao logo mere deewaane ko itnaa na sataao logo ye to vehshi hai tumhin hosh mein aao logo ye to vehshi hai tumhin hosh mein aao logo bahut ranjoor hai ye gamon se choor hai ye bahut ranjoor hai ye gamon se choor hai ye khuda ka khauff khaao bahut majboor hai ye khuda ka khauff khaao bahut majboor hai ye kyun chale aaye ho o o o o kyun chale aaye ho bebas pe sitam dhaane ko koi patthar se haan koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko mere jalwon ki khata hai jo ye deewaana huaaa mere jalwon ki khata hai jo ye deewaana hua main hoon mujrim ye agar hosh se begaana hua
ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin yeh kadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin o jaate raahi ho baanke raahi meri baahon ko inn raahon ko tu chhod ke na jaa tu waapas aa jaa wo husn ke jalwe hon yaa ishq ki aagazein aazad parindon ki rukti nahin parwaazein jaate huye kadmon se aate huye kadmon se bhari rahegi raahguzar jo hum gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin yeh kadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuchh nahin hmmm aisa gazab nahin dhana piya mat jaana bideswa re humka bhi sang liye jaana piya jab jaana bideswa re hooo jaate huye raahi ke saaye mein simatna kya ik pal ke musafir ke daaman se lipatna kya jaate huye kadmon se aate huye kadmon se bhari rahegi raahguzar jo hum gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin yeh kadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuchh nahin ik raasta hai
hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ye sulagte huye din raat kise pesh karoon ishq ki garmi e teri aawaaz ke jaadoo ne jagaaya hai jinhen teri aawaaz ke jaadoo ne jagaaya hai jinhen wo tasavvur wo khayaalat kise pesh karoon wo tasavvur wo khayaalat kise pesh karoon ishq ki garmi e aye meri jaan e ghazal aye meri imaan e ghazal aye meri jaan e ghazal aye meri imaan e ghazal ab siwa tere ye nagmaat kise pesh karoon ab siwa tere ye nagmaat kise pesh karoon ishq ki garmi e koi humraaz to paaun koi humdum to mile koi humraaz to paaun koi humdum to mile dil ki dhadkan ke ishaaraat kise pesh karoon ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ishq ki garmi e
ishwar allah tere naam sabko sanmati de bhagwaan sabko sanmati de bhagwaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan iss dharti par basne waale sab hai teri god ke paale sab hai teri god ke paale koi neech naa koi mahaan sabko sanmati de bhagwaan sabko sanmati de bhagwaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan jaaton naslon ke bantwaare jhooth kahaan aaye tere dwaare jhooth kahaan aaye tere dwaare tere liye sab ek samaan sabko sanmati de bhagwaan sabko sanmati de bhagwaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan janam kaa koi mol nahin hai janam manush kaa tol nahin hai janam manush kaa tol nahin hai karam se hai sabki pehchaan sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tere naam sabko sanmati de bhagwaan sabko sanmati de bhagwaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan saara jag teri santaan
iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jisne ye pehnaayi hai uss dildaar ke sadke jisne ye pehnaayi hai uss dildaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke uss zulf ke qurbaan labon rukhsaar ke sadke uss zulf ke qurbaan labon rukhsaar ke sadke har jalwaa tha ik shola husn e yaar ke sadke har jalwaa tha ik shola husn e yaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jawaani maangti thi ye haseen jhankaar barson se jawaani maangti thi ye haseen jhankaar barson se tamanna bun rahi thi dhadkanon ke haar barson se chhup chhup ke aane waaleeeeeee chhup chhup ke aane waale tere pyaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jawaani so rahi thi husn ki rageen panaahon mein jawaani so rahi thi husn ki rageen panaahon mein chura laaye hum unke naazneen jalwe nighaahon mein chura laaye hum unke naazneen jalwe nighaahon mein kismat se jo hua
itni haseen itni jawaan raat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake hairaan hoon ki aaj nayi baat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare
hmmm hmmm hmmm haa haa haaa aa haa haa aaa itni jaldi na karo raat ka dil tootega aap jaayenge to zajbaat ka dil tootega itni jaldi na karo raat ka dil tootega aap jaayenge to zajbaat ka dil tootega itni jaldi na karo aa ha o hoo aa haa haa haa haa haa aa haa aa haa dil tootega saari raat na jaage to jawaani kya subha tak na chale to kahaani kya zulf jo humne banayi thi wo bikhri bhi nahin rang pe aa ke ye mehfil abhi nikhri bhi nahin zulf jo humne banayi thi wo bikhri bhi nahin rang pe aa ke ye mehfil abhi nikhri bhi nahin shamma ka saaj ka nagma ka dil tootega haaye itni jaldi na karo raat ka dil tootega aap jaayenge to zajbaat ka dil tootega haaye itni jaldi na karo hmm hmm hmm hmm la ra la la la ra la ra laa dil tootega hmmm kam se kam pyaar ka ilzaam to lete jaayen aaj ki raat ka inaam to lete jaayen kam se kam pyaar ka ilzaam to lete jaayen aaj ki raat ka inaam to lete jaayen chal diye aap to har baat ka dil tootega haaye itni jaldi na karo raat ka dil
itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano had ke andar ho nazakat to adaa hoti hai had se badh jaaye to aap apni sazaa hoti hai itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano jism ka bojh uthaye nahin uthta tumse jism ka bojh uthaye nahin uthta tumse zindgaani ka kada bojh sahogi kaise tum jo halki si hawaaon mein lachak jaati ho tej jhonkon ke tapedon mein rahogi kaise itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano ye naa samjho ke har ik raah mein kaliyaan hongi ye naa samjho ke har ik raah mein kaliyaan hongi raah chalni hai to kaanton pe bhi chalna hoga ye naya daur hai iss daur mein jeene ke liye husn ko husn ka andaaz badlna hoga itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano koi rukta nahin thehre huye raahi ke liye koi rukta nahin thehre huye raahi ke liye jo bhi dekhega wo katra ke guzar jaayega hum agar waqt ke humraah na chalne paaye waqt hum dono ko thukraa ke guzar jaayega itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano
baap ka ghar kyaa bhaai ka ghar kyaa aaj samjh sabko anjaan ladki jiss ghar mein palti hai uss ghar hoti hai mehmaan jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa ladki ka jab bachpan jaaye maikaa saath hi jaaye uske jeevan saathi kaa ghar uska ghar kehlaaye jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa ladki ke jeevan mein jiss din ye subh avsar aaye saans bane maata uski aur sasur pita kehlaaye jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa jaa ri behna jaa tujh ko ye navjeevan raas aaye tere angnaa laxmi naache durgaa deep jalaaye jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa jaa ri behnaa jaa tu apne ghar jaa
jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi jaag uthe khwaab kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe aa gayi chaal nayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi khul gaye raaz kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi
    Songs Title Film/Album Song Number
Gapoochi Gapoochi Gum Gum Trishul (1978) 20466
Garjat Barsat Saawan Barsaat Ki Raat (1960) 12847
Gori Sasural Chali Shagoon (1964) 14209
Gusse Mein Jo Nikhraa Dil Hi To Hai (1963) 13102
Ho Koi Aaya Lachak Uthi Kaaya Dastaan (1972) 32716
Hum Aapki Ankhon Mein Pyaasa (1957) 20525
Hum Aur Tum Tum Aur Daag (1973) 20527
Hum Intezaar Karenge Bahu Begum (1967) 12799
Hum Jab Simat Ke Aapki Waqt (1965) 14405
Hum Mein Hai Kya Nawab Sahib (1978) 32123
Husn Haazir Hai Laila Majnu (1976) 12189
Ik Raasta Hai Zindagi Kaala Patthar (1979) 20578
Ishq Ki Garmi E Jazbaat Gazal (1964) 13262
Ishwar Allah Tere Naya Raasta (1970) 20595
Iss Reshmi Paazeb Ki Laila Majnu (1976) 13584
Itni Haseen Itni Jawaan Aaj Aur Kal (1963) 12555
Itni Jaldi Na Karo Aadmi Aur Insaan (1969) 20598
Itni Nazuk Na Bano Vaasna (1968) 14390
Jaa Ri Behna Jaa Trishul (1978) 14356
Jaane Kya Toone Kahi Pyaasa (1957) 20616